- Get link
- X
- Other Apps
- Get link
- X
- Other Apps
'Udan Choo' is sung by Hriday Gattani. The lyrics for the song is written by Amitabh Bhattacharya and the music is composed by Vishal & Shekhar.
'Banjo' is slated to release on 23rd September, 2016.
[video source - youtube]
Lyrics for the song
Aankhon ke teer mere jigar ke paar kar gayi
Bhole sanam keh dhokhe se dil peh vaar kar gayi
Jabse apni de ke gayi naram chuan tu
Udan choo
Hua hua mera chain udan choo
Udan choo
Rahe neendein sari rain udan choo
Udan choo
Hua hua mera chain udan choo
Udan choo
Rahe neendein sari rain udan choo
Ishq ek tarfa jo udhar kar gayi
Tha main bada hi kaam ka bekaar kar gayi
Apni dhun mein karke gayi mast magan tu
Udan choo
Hua hua mera chain udan choo
Udan choo
Rahe neendein sari rain udan choo
Dil hua malang hai mera
Chadha jo rang hai tera
Deewana dang hai tera aaa..
Kya khuda ne fursat mein
Banaya ang hai tera
Deewana dang hai tera aaa..
De milan ka mauka de haan
Yun sajna ko dhokha de na
Thode se din jo saath mein guzar kar gayi
Mere nayan ke sapne beshumaar kar gayi
Dheemi si jalti chod gayi aisi agan tu
Udan choo
Hua hua mera chain udan choo
Udan choo
Rahe neendein sari rain udan choo
Aankhon ke teer mere jigar ke paar kar gayi
Udan choo hua hua mera chain udan choo
Check out the other song of 'Banjo'
- Bappa
- BTM
- Get link
- X
- Other Apps
Comments
Post a Comment